Chhaya-hindi-1913
aansu samajh key kyon mujhe aankh se tune gira diya motee kisike pyar kaa mittee me kyon mila diya
jo naa chaman me khil saka mai woh garib phul hu jo kuchh bhee hu bahar kee chhotisee yek bhul hu jisne khila key khud mujhe khud hee mujhe bhula diya
meree khata maf hai bhule se aa gaya yaha varana mujhe bhee hain khabar mera nahee hain yeh jahan dub chala tha nind me achchha kiya jaga diya