Aao karen baatein aur baatein mulaakaatein

Aao karen baatein aur baatein mulaakaatein

Naya Nasha 1973-hindi-1913

ey aao karen baatein aur baatein mulaakaatein o pyaar ke din aaye prem ki raatein – 2

aise kyun khoye ho rut suhaani mein – 2 phir kahaan yeh mausam iss jawaani mein iss hawa se lag rahi hai aag paani mein ey aao karen baatein aur baatein mulaakaatein o pyaar ke din aaye prem ki raatein

hai milan ki yeh bela kab milan hoga – 2 dil tadap jaayenge tab milan hoga abb toh hamase hasake keh do abb milan hoga ey aao karen baatein aur baatein mulaakaatein o pyaar ke din aaye prem ki raatein – 2