Aap ki aankho me kuchh mehke huye se raj hai

Aap ki aankho me kuchh mehke huye se raj hai

Ghar-hindi-1913

aap kee aankho me kuchh mehke huye se raj hai – 2 aap se bhee khubsurat aap ke andaz hai aap kee aankho me kuchh mehke huye se raj hai

lab hile toh mogare ke phul khilte hai kahee – 2 aap kee aankho me kya sahil bhee milte hai kahee aap kee khamoshiya bhee aap kee aawaj hai

aap kee aankho me kuchh mehke huye se raj hai aap se bhee khubsurat aap ke andaz hai aap kee aankho me kuchh mehke huye se raj hai

aap kee baton me phir koyee shararat toh nahee – 2 bevajeh tareef karna aap kee aadat toh nahee aap kee badmashiyo ke yeh naye andaz hai

aap kee aankho me kuchh mehke huye se raj hai ho aap se bhee khubsurat aap ke andaz hai aap kee aankho me kuchh mehke huye se raj hai