Maine Pyaar Kiya-hindi-1913
Singers:
Lata Mangeshkar
aate jate hanste gate socha tha maine man me kai bar woh pehalee najar halka sa asar karta hai kyun iss dil ko bekarar ruk ke chalna chalke rukna na jane tumhe hai kiska intejar
teraa woh yakin kahee mai toh nahee lagta hai yehi kyon mujhko bar bar yehi sach hai shayad maine pyar kiya
aate jate hanste gate socha tha maine man me kai bar hothon kee kalee kuchh aur khili yeh dil pe hua hai kiska ikhtiyar tum kaun ho batla toh do kyun karne lagee maein tum pe aitbar khamosh rahu ya mai keh du ya karlu maein chupke se yeh swikar yahi sach hai shayad maine pyar kiya han han tumse maine pyar kiya