Aaya re khilonewala

Aaya re khilonewala

Bachpan-hindi-1970

Lyricists:

 Anand Bakshi

aaya re khilonewala khel khilone le ke aaya re aaya re – 2 aao meri aakhon ke tarao kehen gaye re mere pyaaro ooh ooh ooh ooh ooo

aaya re khilonewala khel khilone le ke aaya re aaya re – 2 shor kyo machati hein yeh barkha diwani – 2 barsa ghatao se lakho man pani meri tarha tum kabhi roye ho o sawan ke nazaro

aaya re khilonewala khel khilone le ke aaya re aaya re – 2

bhari hain kaliyo se har baag ki dali – 2 meri to jholi mein do phool the khali chin liye woh bhi kahe tumne o beiman baharo

aaya re khilonewala khel khilone le ke aaya re aaya re – 2

dekho maine gude ki shaadhi hai rachai – 2 meri pyaari gudiya ki baraat hai aai gori chali babul ke ghar se doli le aao kaharo

aaya re khilonewala khel khilone le ke aaya re aaya re – 2 aao meri aakhon ke tarao kehan gaye re mere pyaaro ooh ooh ooh ooo

aaya re khilonewala khel khilone le ke aaya re aaya re – 2

dekho maine gude ki shaadhi hai rachai – 2 meri pyaari gudiya ki baraat hai aai gori chali babul ke ghar se doli le aao kaharo aaya re khilonewala khel khilone le ke aaya re aaya re – 4

posted by vibhor