Aaye woh phulon ke rath par

Aaye woh phulon ke rath par

Deedar-E-Yaar 1982-hindi-1913

Lyricists

aaye woh phulon ke rath par padi rahu main piya ke path par – 2 mann hi mann mein ang lagaau dur khadi sharmaau main aaye woh phulon ke rath par padi rahu main piya ke path par aaye woh phulon ke rath par

tujhi se jyot jale jivan ki ek hi abhilaasha hai mann ki tujhi se jyot jale jivan ki tujhi se milan ho chaahe milan ki raat ko marr jaau main aaye woh phulon ke rath par padi rahu main piya ke path par aaye woh phulon ke rath par

mehnge nahi tum sabke badale le lu tumhe main toh rab ke badle – 2 tum anmol tumhe kya dekar prem kya mol chukaau main aaye woh phulon ke rath par padi rahu main piya ke path par aaye woh phulon ke rath par

jal jaayungi pi ki lagan mein -2 jaise chakori chanda ki angan mein raakh male jab mera jogi ang se lag jaau main aaye woh phulon ke rath par padi rahu main piya ke path par mann hi mann mein ang lagaau dur khadi sharmaau main aaye woh phulon ke rath par padi rahu main piya ke path par aaye woh phulon ke rath par