Aan Milo Sajna-hindi-1913
achchha toh hum chalate hain phir kab miloge jab tum kahoge jumme raat ko haan haan aadhi raat ko kahaan wahi jahaan koyi aata jaata nahi achchha toh hum chalate hain………
kisi ne dekha to nahi tumhein aate nahi main aayi hu chhupke chhupaake der kar di badi zara dekho toh ghadi uf o meri toh ghadi band hai teri ye ada mujhe pasand hai dekho baate waatein karlo jaldi jaldi phir na kahana abhi aayi abhi chal di toh aao paas baithe pal do pal aaj nahi kal yeh toh ik bahaana hai waapas ghar bhi jaana hai kitni jaldi yeh din dhalate hain haay taata… achchha toh ham chalte hain phir kab miloge jab tum kahoge kal milo ya paraso paraso nahi naraso kahaan yahi yahaan koyi aata jaata nahi achchha toh hum chalte hain………
uda hai kis liye tera rang gori hamaari pakdi gayi hai bas chori achchha raam jaane kya ho abb kaise huwa yeh gajab mera aanchal jo jara dhal gaya saari duniya ko pata chal gaya kaise khelenge abb aankh micholi leja aake mere ghar se meri doli tere gharwaale na kar de inkaar sab hain taiyaar – 2 sun le phir dil ki fariyaad bas baaki shaadi ke baad piya dekho diye jalate hain achchha … achchha toh hum chalte hain………