Agar dil kisise lagaaya na

Agar dil kisise lagaaya na

Bada Aadmi-hindi-1961

Lyricists:

 Prem Dhawan

agar dil kissi se lagaaya na hota 2 zamaane ne hum ko mitaaya na hota 2

gira na hi tha toone aansoo samajh ke aansoo samajh ke to nazaron mein hum ko basaaya na hota 2 zamaane ne hum ko mitaaya na hota

muqaddar mein gar yehi rusvaaiyaan thi rusvaaiyaan thi to mehfil mein teri main aaya na hota 2 zamaane ne hum ko mitaaya na hota

agar tere daaman ki hasrat na hoti hasrat na hoti to yoon zindagi ko lootaya na hota agar dil kissi se lagaaya na hota zamaane ne hum ko mitaaya na hota