Tamasha-hindi-2015
pal bhar thehar jaao
dil ye sambhal jaaye
kaise tumhe roka karu
meri taraf aata har gam phisal jaaye
aakhon mein tumko bharu
bin bole baaten tumse karu
agar tum saath ho
agar tum saath ho
behti rehti nahar
nadiya si
teri duniya mein
meri duniya hai teri chahton mein
main dhal jaati hu teri adaton mein
agar tum saath ho
teri nazro mein hain tere sapne
tere sapno mein hain naraazi
mujhe lagta hai ke baatein dil ki
hoti lafzon ki dhokhebaazi
tum saath ho ya na ho kya fark hai
bedard thi zindagi bedard hai
agar tum saath ho
agar tum saath ho
palkein jhapkte hi din ye nikal jaaye
baithi baithi bhagi phiru
meri taraf aata har gam phisal jaaye
aakhon mein tumko bharu
bin bole baaten tumse karu
agar tum saath ho
agar tum saath ho
teri nazro mein hain tere sapne
tere sapno mein hain naraazi
mujhe lagta hai ke baatein dil ki
hoti lafzon ki dhokhebaazi
tum saath ho ya na ho kya fark hai
bedard thi zindagi bedard hai
agar tum saath ho
agar tum saath ho
dil ye sambhal jaaye
agar tum saath ho
har gam phisal jaaye
agar tum saath ho
dil ye nikal jaaye
agar tum saath ho
har gam phisal jaaye