Kalank-hindi-2019
haan… billori nigaahon se kare hai sau ishaare khidki ke neeche naaspeeta seeti maare billori nigaahon se kare hai sau ishaare khidki ke neeche naaspeeta seeti maare
ishq mein hua hai thoda andha thoda behra saiyan mera aira gaira natthu khaira
hoor sa chehra irani aur leheza hindustani jheel si teri aankhon mein ek halchal hai toofani
aa…
dekh mehfil mein aaye hain jaan ki dene qurbani ek mehbooba ki khaatir aaj do do dilbar-jaani
jinke dil ke engine tere ‘tation pe hai thehra ho jinke dil ke engine tere ‘tation pe hai thehra samjhe kaahe aira gaira natthu khaira aa samjhe kaahe aira gaira natthu khaira
raat leke aayi hai jashntaari aaye haye haye kaam ghalat karne ki hai apni baari aaye haye haye
raat leke aayi hai jashntaari aaye haye haye kaam ghalat karne ki hai apni baari aaye haye haye
aaj naache gaayein zara ishq vishq farmaaye aur jaan jalaane bhaad mein jaaye saari duniya daari aaye haaye haaye oye hoye hoye hoye
ho dil ke aaine mein jhaanke sundari ka chehra ho dil ke aaine mein jhaanke sundari ka chehra
ishq mein hua hai thoda andha thoda behra saiyan mera aira ghaira natthu khaira saiyan mera aira ghaira natthu khaira saiyan mera aira ghaira natthu khaira
billori nigaahon se kare hai sau ishaare khidki ke neeche naaspeeta seeti maare billori nigaahon se kare hai sau ishaare khidki ke neeche naaspeeta seeti maare
ishq mein hua hai thoda andha thoda behra saiyan mera saiyan mera saiyan mera aira ghaira natthu khaira saiyan mera aira ghaira natthu khaira
o waqt ka yeh sitam hai tumhaare toh hum hain tum agar ho amaanat kisi aur ki bas mohabbat tumhari hai dualat humari tum agar ho virasat kisi aur ki jis din nikle jaan humari ik baar milne aana tum leke ijazat kisi aur ki leke ijazat kisi aur ki