Aisa champion kaha

Aisa champion kaha

Champion-hindi-1913

aisa koyee divana aisa koyee mastana aisa koyee parvana ha ha ha – 2 dil ko churanewala apna bananewala jadu jagane wala ha ha ha patthar ko jo pighalade din me tare dikhlade karde har mushkil ko aasan aisa champion kaha -3

woh hai pauladee uska phulo sa dil -3 rangte hain sare uske rango me mil -3 uskee juban jo bole thande pad jaye shole usne kaha jo woh kiya aisa champion kaha -3

chalta hai woh toh kabhee rukta nahee -3 dushman key aage kabhee jhukta nahee – 3 woh aage uske pichhe sara jamana bhage joshila hai woh naujawan aisa champion kaha -3

aisa koyee divana aisa koyee mastana aisa koyee parvana ha ha ha – 2 dil ko churanewala apna bananewala jadu jagane wala ha ha ha patthar ko jo pighalade din me tare dikhlade karde har mushkil ko aasan aisa champion kaha -6