Jaan-E-Mann-hindi-1913
Singers:
Sonu Nigam
ajnabi shehar hai ajnabi shaam hai zindagi ajnabi kya tera naam hai ajeeb hai ye zindagi ye zindagi ajeeb hai ye milti hai bicharti hai bicharke phir se milti hai ajnabi shehar hai ajnabi shaam hai
aap ke bagair bhi humein meeti lagein udasiyaan kya ye aap kaa aap kaa kamaal hai shayed aapko khabar nahi hil rahi hai paaon ki zameen kya ye aap ka aap kaa kheyaal hai ajnabi shehar mein zindagi milgayi ajeeb hai ye zindagi ye zindagi ajeeb hai mein samjha tha kareeb hai ye auron ka naseeb hai ajnabi shehar hai ajnabi shaam hai
baat hai ye ek raat ki aap badalon pe letey the hmm woh yaad hai aapne bulaya tha sardi lag rahi thi aapko patli chandi lapetey the aur shaan mein khowaab ke sulaya tha ajnabi thi sahi saans mein silgayi ajeeb hai ye zindagi ye zindagi ajeeb hai mere nahi ye zindagi rakeeb ka naseeb hai
posted by rao umar