Andhadhun title track

Andhadhun title track

Andhadhun-hindi-1913

Lyricists

Singers

shaq ne sabko jakda hai sach ne sabko pakda hai bachna sabka mushkil hai sabka sabse lafda hai

hawa mein sabko tune dikhe seene pe na khoon dikhe din mein sabko moon dikhe jab andhe ko bhi khoon dikhe andha bole maine dekha andhe ki na sun

baaje re baaje re baaje re baaje re andhadhun baaje re andhadhun baaje re andhadhun baaje re andhadhun

iski qismat likhni hai jaldi se tu chalk la likh ke mita doonga aur tu payega rok na iska ab khoon choosna hai jaldi se jonk la system ka na dar hai kyuki system poora khokhla

ankhon pe patti hai dhool or matti hai koyi na bhonkega maine daal di sabko haddi hai

room mein karlo khoon arre kanoon ko kon batayega kanoon ke paas jo jayega woh andha ho ke aayega

baaje re andhadhun baaje re andhadhun baaje re andhadhun

luka chhipi aankh micholi khel yeh aisa hona hai go gol duniya hai chhipne ka na koyi kona hain aankh meech kar doodh piye billi samjhe sab andhe hain duniya dekh ke hansti hai sab jaane gande dhande hain band aankh bin munh kar kaan khade tu bhi yeh sun

baaje re baaje re baaje re baaje re andhadhun baaje re andhadhun baaje re andhadhun baaje re andhadhun