Lyricists:

 Ravindra Jain

Music Directors:

 Ravindra Jain

Singers:

 Hemlata

ankhiyo ke jharoko se maine dekha jo sanware tum dur najar aaye badi dur najar aaye band karke jharoko ko jara baithee jo sochne mann me tumhi muskaye – 2 ankhiyo ke jharoko se………

ek mann tha mere pas woh abb khone laga hai pakar tujhe hai mujhe kuchh hone laga hai ek tere bharose pe sab baithi hu bhul ke yuhi umar gujar jayey tere sath gujar jayey ankhiyo ke jharoko se………

jiti hu tujhe dekh ke marti hu tumhi pe tum ho jahan sajan meri dooniya hai wahin pe din rat duwa mange mera mann tere waste kabhi apni ummdo kaa kahi phul naa murjhaye ankhiyo ke jharoko se………

main jab se tere pyar ke rango me rangi hu jagte huye soyi nahee nindo me jagi hu mere pyar bhare sapne kahi koyi naa chhin le mann soch ke ghabraye yahi soch ke ghabraye ankhiyo ke jharoko se………