Zero-hindi-2018
ann bann teri meri thi teri meri hai baat yeh jhoothi hai pal bhar auron ki tarah maana tu zara pyar mein roothi hai
apni ab ho na baat kahin aise halaat nahi mana badli hai teri nazar badle jazbaat nahi
chhode se chhootegi tu na chhode se chhootegi tu na itna ho jaunga tera aage se roothegi tu na
ann bann teri meri thi teri meri hai baat yeh jhoothi hai pal bhar auron ki tarah maana tu zara pyar mein roothi hai
kam zara zara hans ke roz tadpan kiya karoon par hai yeh bhi uljhan lage mujhe hasna jhooth mera dar laga rahe mujhko roz yeh bhi tere hathon bhool se bhi jaye kahin dil na toot mera
khair ab jo mile mujhe woh sab mohabbat hai teri khair hadh se ghuzarna bhi to ek aadat hai meri
tanha rehna aasan kahan mushkil yeh kaam lage itna sach hai tu maan ise hum tere naam lage