Badal - 1966-hindi-1966
khudgaj duniya me yeh insan ki pehchan hai jo parayi aag me jal jaale woh insan hai
apne liye jiye toh kya jiye – 2 too ji yeh dil jamane ke liye apne liye jiye toh kya jiye………
bajar se jamane ke kuchh bhi naa ham kharidenge – 2 ha bechkar khushi apni logo ke gham kharidenge bujhte diye jalane ke liye -2 too ji yeh dil jamane ke liye apne liye jiye toh kya jiye………
apni khudi ko jo samjha usne khuda ko pehchana aajhad fitrate insan andaz kyu bhula mana sar yeh nahi jhukane ke liye -2 too ji yeh dil jamane ke liye apne liye jiye toh kya jiye………
himmat buland hai apni patthar si jan rakhte hain kadmo tale jamin toh kya ham aasman rakhte hain girte huwo ko uthhane ke liye too ji yeh dil jamane ke liye apne liye jiye toh kya jiye………
chal aaftaab lekar chal chal mehtaab lekar chal – 2 too apni ek thhokar me sau inqalaab lekar chal julm aur sitam mitane ke liye too ji yeh dil jamane ke liye apne liye jiye toh kya jiye………