Aisha-hindi-1913
tumse keh denge hum sari baate kaise hai apne din kaisi raate koi na koi hulchul rehti hai dil me har pal lok hai kehte pagal humko
by the way on the way humko jo mili hai filmi geet gaati hai hasti hai pagli si hai jara roothe bhi maane bhi har lamha nayi hai zindagi moody hai ziddi hai kya kare kya pata rukte hai kaha hum rok se chalte hai hawa ke jhonke se apni to aisi hai zindagi yehi apni ada hai kya kare koi bura jo maane kya kare humse to hai khafa ab sabhi jaane do chodo bhi
dhadkan ki jo kahani hai khul ke ab to sunaani hai bhool nahi sakta hai isko hai jisne suna suna na kya cheez hai yeh jawani hai jo baat hai deewani hai socho ge to jaano ge rasta kyu humne chuna socho na
by the way on the way jab dil se hui thi dosti humne di dil me bhi tha yeh vaada kar liya jo bhi ho humko to darna hi nahi hai ab kabhi jab hame jo laga humne wahi keh diya rukte hai kahan hum rok se chalte hai hawa ke jhonke se apni to aisi hai zindagi yehi apni ada hai kya kare koi bura jo maane kya kare humse to hai khafa ab sabhi – 2
jaane do chodo bhi