Yaadein-hindi-2001
Lyricists:
Anand Bakshi
Music Directors:
Anu Malik
aye dil dil ki duniya mein aisa haal bhi hota hai bahar koi hansta hai andar koi rota hai

aye dil koi pehchana nahin kisi ne yeh mana nahin kisi ne yeh jana nahin kisi ko batana nahin dard chhupa hai kahan

toone mujhse wafa nahin ki tujhko kaise wafa milegi toone mujhko dard diya hai tujhko kaise dava milegi
seene mein uthate hain armaan aise dariya mein aate hain toofan jaise kabhi kabhi khud hi maajhi kashti ko dubota hai aye dil dil ki duniya mein aisa haal bhi hota hai bahar koi hansta hai andar koi rota hai
kaante chunkar tera daaman phoolon se main bhar jaaunga is-se badi saza kya hogi maaf tujhe main kar jaaunga
hogi kisi ko pehchan kaise pyaar mein hote hain kurban kaise humko yeh maaloom na tha pyaar bhi ik samajhauta hai aye dil dil ki duniya mein aisa haal bhi hota hai bahar koi hansta hai andar koi rota hai