Bewakoofiyaan-hindi-1913
aye jigida jigida aye jigida jigida aye aye jigida jigida
ho koyi keh do taaron ko itna na jhuke suraj mombatti ban meri raaton mein jale har manjil besabri se dastak hai kare lakeerein haathon ki meri marzi pe mudhe kora kaagaz diya hai haathon mein mere pehen ke jaaun jo bhi aise din honge mere yaar langtotiya hain yeh khuda bhi jo mera karta hai hamesha jo bhi mann main ho mere aye jigida jigida aye jigida jigida aye aye jigida jigida – 2 mere ishaaron pe hi hote hain savere mere ghar ki chat pe hi toh leta chanda phere – 2 khawaishon ki dukaan pe mera khata hai chalta ji kismat ka bhi toh choga mere naap se kat ta banta hai ji oon ke gole jaisi raahein khulti aisi mere pairon ke tale meri manzil hogi agar aaj yahan se behetar khud se hi aake woh toh mere piche daude chale aye jigida jigida aye jigida jigida aye aye jigida jigida – 2
mujhse jo hain bhale woh karte hain sau paintare jo lagta nahi unse darr mujhko roko chakke ki jaam se main toh bhai kood phaand ke kar doonga aage yaar main toh khudko daawn ke painch leke baraah zoron se khench ke kas doonga main jeet ke main purrje mujhko zameen pe baandho karlo door aasmaan ko main toh phir bhi udh jaaun phurr se aye jigida jigida aye jigida jigida aye aye jigida jigida – 2