bhooli bisri chand umeedein chand fasaane yaad aayein tum yaad aaye aur tumhare saath zamane yaad aayein

banwre banwre banwre -x2

banware tere bin main jiyun ke na jiyun jo hai mera use apna kahoon kih nah kahun ab tu hi bata kya karun kahan jaaun main tere jaisa koyi kahan se laaun main

to aao na baanware

baanware nayi manzil nayi ye raahen hain baanware ajnabi se logon ki baanhen hain

ro deti hoon main koyi jo thaame agar keh deti hoon main jo aa raha hai nazar

to aao na banware

tu bewafa hua to main khafa huwa tujhko kiya alvida

phir kyun tu rooh jaise tann men utar gaya khud se kiya hai judaa

laazmi kyun ban gaye ho yeh bata tishnagi kyun de gaye ho baanwara

tu hi bata kya karun kahaan jaaoon main tere jaisa koyi kaaan se laaun main

to aao na baanware

phool khile shaakhon pe naye aur dard purane yaad aaye tum yaad aaye aur tumhare saath zamane yaad aaye

thoda zindagi ka nashshah tha kuch ‘umr ki bhi kami thi naadaan thi main bewafa nahi

jab tu mujhe yaad aaya andhera aankhon pih chhaaya ruk si gayi zindagi meri

laut aao tum mera har pal jal raha hai aa bhi jaao tum tanha hoon main yahaan

toh aao na ho aa banwre

baanwre -x3