Badali teree najar toh najare badal gaye

Badali teree najar toh najare badal gaye

Badi Bahu-hindi-1951

badali teree najar toh najare badal gaye woh chandani woh chand sitaare badal gaye

lehro se puchh lijiye sahil bhi hai gawah kashti meree duboke woh dhare badal gaye

woh kwab woh khayal woh arman woh hasrate badle jo tum toh sare ke sare badal gaye

mai bhi wahi hu meree wafaye bhi hain wahi phir kyon teree najar ke ishare badal gaye