Ek Musafir Ek Hasina-hindi-1913
Singers:
Asha Bhosle
bahut shukriya badee meherbanee meree jindagee me hujur aap aaye kadam chum lu ya ke aankhe bicha du karun kya yeh meree samaj me na aaye bahut shukriya……
karun pesh tum ko najarana dil ka -2 ke ban jaye koyee afasana dil ka khuda jane aisee suhanee ghadee phir – 2 meree jindagee me palat ke na aaye bahut shukriya……
mujeh dar hai mujh me gurur aana jaye lagu jhumne me surur aa na jaye -20 kahee dil na meraa yeh tarif sun kar – 2 tumhare bane aur mujeh bhul jaye bahut shukriya……
khushee toh bahut hai magar yeh bhee gam hai -2 ke yeh sath apna kadam do kadam hai magar yeh musafir duwa mangta hai – 2 khuda aapse phir kisee din milaye
bahut shukriya badee meherbanee meree jindagee me hujur aap aaye kadam chum lu ya ke aankhe bichha du karun kya yeh meree samaj me na aaye bahut shukriya……