Bairan nind naa aaye

Bairan nind naa aaye

Chacha Zindabad-hindi-1913

Music Directors

bairan nind naa aaye -2 mohe bairan nind naa aaye mora jiya ghabaraye bairan nind naa………

sunee padee meree palko kee galiya – 2 kaun khilaye nindiya kee kaliya apne bhee hain paraye mohe bairan nind………

lakh jatan karu aankh naa lage – 2 so gaeen kushiya aur ghum jage ghayal man kit jaye mohe bairan nind………

yad aaye jab pyar kee bate – 2 aur bhee lambee ho jaye rate bhor najar nahee aaye mohe bairan nind………