Yeh Jawaani Hai Deewani - 2013-hindi-2013
Lyricists:
Amitabh Bhattacharya
balam pichkari jo tune mujhe maari toh bole re zamana kharabi ho gayi mere ang raja jo tera rang laga toh sidhi saadi chhori sharabi ho gayi
itna maza kyun aa raha hai tune hawa mein bhaang milaya – 2 doogna nasha kyun ho raha hai aankhon se mitha tune khilaya ho teri malmal ki kurti gulabi ho gayi manchali chaal kaise nawaabi ho gayi toh balam pichkari jo tune mujhe maari toh sidhi saadi chhori sharaabi ho gayi haa jeans pahen ke jo tune maara thumka toh lattu padosan ki bhabhi ho gayi – 2
teri kalaai hai haathon mein aayi hai maine maroda toh lagti malaai hai mehenga padega ye chaska malaai ka upvaas karne main teri bhalaai hai
ho bindiya teri mehtaabi ho gayi dil ke armaanon mein behisaabi ho gayi toh balam pichkari jo tune mujhe maari toh sidhi saadi chhori sharaabi ho gayi haa jeans pahen ke jo tune maara thumka toh lattu padosan ki bhabhi ho gayi – 2
kyun no vacancy ki hothon pe gali hai jabki tere dil ka kamra toh khali hai kamra toh khaali hai – 2 mujhko pata hai re kya chahata hai tu boli bhajan teri niyat qawwali hai zulmi ye haazir jawaabi ho gayi tu toh har taale ki aaj chabi ho gayi toh balam pichkari jo tune mujhe maari toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi haa jeans pahen ke jo tune maara thumka toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi – 2 haan bole re zamana kharabi ho gayi – 2