zindagi haan thode thode faasle the kuchh tere kuchh mere kyun darmiyan zindagi haan thi jo shikayaton ko kuchh toone kuchh maine suljha liya x 2

tere ishaaron pe main chalta raha mere ishaaron pe tu bhi chal kabhi x 2

beh chala beh chala musafir kahan beh chala beh chala beh chala x 2

aadhe aadhe yahin aadhe aur kahin

zindagi haan toote toote tinkon ko chun lein hum bun lein hum ik ashiyaan zindagi haan chhote chhote par leke chal dekhein jayein kahan aasman

katra katra main tujhe chunta raha katra katra phir tu bhi bikhar gayi katra katra main tujhe chunta raha katra katra tu bhi bikhar gayi

beh chala beh chala musafir kahan beh chala beh chala beh chala x 2

hain hum mile sau sau dafa phir bhi kyun tu mile ajnabi ki tarah hai manzilein sab kahin yahan phir bhi raaston mein raaste ulajh rahe yahan

kitna bhi main chaloon teri ore hoti kam hi nahi kyun kabhi dooriyan

tere ishaaron pe main chalta raha mere ishaaron pe tu bhi chal kabhi x 2

beh chala beh chala musafir kahan beh chala beh chala beh chala x 2

aadhe aadhe yahin aadhe aur kahin x 2