Piku-hindi-2015
kis lamhe ne thaami ungli meri phusla ke mujhko le chala nange paaon daudi aankhein meri khwabon ki saari bastiyan har dooriyaan har faasle qareeb hain iss umr ki bhi shakhsiyat ajeeb hai
jheeni jheeni inn saanson se pehchaani si awaazon mein goonje hai aaj aasmaan kaise hum bezubaan iss jeene mein kahin hum bhi thhe thhe zyada ya zara kam hi thhe ruk ke bhi chal pade magar raste sab bezubaan
jeene ki ye kaise aadat lagi bematlab ye karze chadh gaye haadson se bach ke jaate kahaan sab rote hanste seh gaye ab ghalatiyan jo maan li toh theek hai kamzoriyon ko jo maat di toh theek hai
jheeni jheeni inn saanson se pehchaani si awaazon mein goonje hai aaj aasmaan kaise hum bezubaan