Bhiga badan jalne laga

Bhiga badan jalne laga

Abdullah-hindi-1913

Lyricists

bhiga badan jalne laga mausam badalne laga jaise arman koyi jaise mehaman koyi dil men machalne laga – 2

jan kee dushman jawani janey yeh aag hai ya pani – 2 ho halki halki jalan mithi mithi chhubhan hay dam nikalne laga bhiga badan – 2 jalne laga mausam badalne laga jaise arman koyi jaise mehaman koyi dil men machalne laga bhiga badan jalne laga

koyi chilman naa koyi parda koyi dekhe toh kya ho tauba – 2 haayi dil darne laga dhak dhak karne laga jaadu sa chalne laga bhiga badan – 2 jalne laga mausam badalne laga jaise armaan koyi jaise mehaman koyi dil men machalne laga bhiga badan jalne laga