Dil To Pagal Hai-hindi-1913
bholee see surat aankho me mastee aay hay arey bholee see surat aankho me mastee dur khadee sharmaye aay hay ek jhalak dikhlaye kabhee kabhee aanchal me chhup jaye aay hay meree najar se tum dekho toh yar najar woh aaye
bholee see surat aankho me mastee dur khadee sharmaye aay hay ek jhalak dikhlaye kabhee kabhee aanchal me chhup jaye aay hay meree najar se tum dekho toh yar najar woh aaye
bholee see surat aankho me mastee aay hay
hmm… la la…… aah aah la la la………
ladkee nahee hai woh jadu hai aur kaha kya jaye rat ko mere khwab me aaye woh julfe bikhraye aankh khulee toh dil chaha phir nind mujhe aa jaye bin dekhe yeh hal huwa dekhu toh kya ho jaye
bholee see surat aankho me mastee dur khadee sharmaye aay hay ek jhalak dikhlaye kabhee kabhee aanchal me chhup jaye aay hay meree najar se tum dekho toh yar najar woh aaye
bholee see surat aankho me mastee aay hay
la la la…………
sawan ka pehla badal uska kajal ban jaye mauj uthe sagar me jaise aise kadam uthee rabne jane kis mittee se usake ang banaye chham se kash kahee se mere samne woh aa jaye
bholee see surat aankho me mastee dur khadee sharmaye aay hay ek jhalak dikhlaye kabhee kabhee aanchal me chhup jaye aay hay meree najar se tum dekho toh yar najar woh aaye
bholee see surat aankho me mastee dur khadee sharmaye aay hay aay hay