Jai Santoshi Maa-hindi-1913
namostute astu mahamaye shri pithe surpujite shankh chakra gada haste mahalaxmee namostute
siddhee budhhee prade devee bhaktee muktee pradayinee mantramurte sadadevee mahalaxmee namostute -4
bigadee bana do santoshee mata kuchh toh karo ma santoshee mata arj suno moree santoshee mata vipada aisee aan padee hain dasatee hain yeh bairan ratiya sunee sunee sej padee hai kirpa karo dukh yeh haro madat karo bigadee bana do santoshee mata – 2
om shantee shanee namah
dukh toh lagaye ? baithe hain din rat dard se meraa kaho kaisa hain nata – 2 koyee nahee hain pas bas ek teree aas hamko duja yaha koyee na bhata o ma moree nirbal mann ko tum bal dori tum bal dori kirpa karo dukh yeh haro madat karo bigadee bana do santoshee mata vipada aisee aan padee hain dasati hain yeh bairan ratiya sooni sooni sej padee hai kirpa karo dukh yeh haro madat karo bigadee bana do santoshee mata
hantho se woh aaj chhuta pee kaa sath kaun disha me gaya pritam pyara – 2 aankhon me hain aaj aansu kee saugat tum bin maiya mora kaun sahara o ma moree nirbal mann ko tum bal dori tum bal dori kirpa karo dukh yeh haro madat karo bigadee bana do santoshee mata vipada aisee aan padee hain dasati hain yeh bairan ratiya sooni sooni sej padee hai kirpa karo dukh yeh haro madat karo bigadee bana do santoshee mata ma aa aa aa… santoshee ma aa aa…