Mehbooba 1976-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
Singers:
Lata Mangeshkar
chalo ri chalo ri chalo ri chalo ri – 2 ho o o chalo ri chalo ri chalo ri chalo ri kisi pyaase pardesi ke aane se pehale panghat se ghar ko chalo ri chalo ri chalo ri chalo ri chalo ri… kisi pyaase pardesi ke aane se pehale panghat se ghar ko chalo ri
ik din aayi thi chameli paniya bharan ko akeli kahaan gayi phir woh saheli abhi tak hai yeh paheli ho kaisa julum huwa haay haay bar jori ho ho ho hay hay hay chalo ri chalo ri chalo ri chalo ri… kisi pyaase pardesi ke aane se pehale panghat se ghar ko chalo ri
chameli ke prem ki kahaani sunaata hai nadiya ka paani naina uljhaake kahin raani ban gayi kisi ki deewaani ho kam ho gayi gaanv se ek chhori hay hay hay hoy hoy hoy chalo ri chalo ri chalo ri chalo ri… kisi pyaase pardesi ke aane se pehale panghat se ghar ko chalo ri
isi panghat pe raam jaane ghada uthwaane ke bahaane mile kitane log anjaane janmon ke premi puraane o ho o o o ho logon se chhuppake duniya se chori chalo ri chalo ri chalo ri chalo ri… kisi pyaase pardesi ke aane se pehale panghat se ghar ko chalo ri chalo ri chalo ri chalo ri chalo ri… ho o o o chalo ri chalo ri chalo ri chalo ri…