Yamla Pagla Deewana-hindi-2013
kholi jo bottle tune yara oye dil pe beejli kaundi arrey kaundi re bhaiya kaundi aur aisi kaundi ke kaundi kaundi duniya humre pichay hai aur hum tujhpe holi holi arrey holi ho gaye bhaiya hum tum pe holi ho gaye tumhe upar holi ho gaye holi amma teri bhains ko le jaayenge patna aur issi bhains ke saath hogi ghatna amma
ek do teen chaar
meri chamki mast jawani ka hai charcha sabhi dukano mein dekhe kayi chichorey tujhse maine inhi thikano mein o teri chamki jawaani ka hai charcha gali gali dukaano mein utha ke le jaayenge tujhe hum kaan ke peestol kaano pe tu kya le jaayega mujhe tu toh sade gaja ke thaano mein humri dhun pe naach le chamki sarath thaki deewaano mein hum chor hain pakke zubaano ke mat chodh yeh teer kamaano se – 2
maahi dilon ke hath ki mahima jaane duniya sari chuppi chuppi aati hai ya duin main kharcha pani mau ku samajh na aaye lallu teri tedhi batein chedhe aur satayein tere mandal fake ishare thar re si kar baat tu chamiya na kar baat mala ji humri dhun pe nach le chamki sarath thaki deewano mein tu kya le jaayega mujhe tu toh sade gaja ke thano mein hum chor hain pakke zubaano ke mat chodh yeh teer kamaano se – 2
chalkaaye chaand aayi yeh aap ki aankhon ke naam honton ke naam honton ke naam chor nazar ka padha jo daaka dil ki chori ho gayi pehale thi main shakar si ab namak ki bori ho gayi tu toh lagey pan ke jaisi humre mann ko lubhati aankhein teri kathe jaisi baatein choona lagati free fund mein miley na baabu chakhle paan banarsi tu kya le jayega mujhe tu toh sade gajaa ke thaano mein humri dhun pe naach le chamki sarath thaki deewaano mein hum chor hain pakke zubaano ke matt chodh yeh teer kamaano se – 2
hum jaise na hai na zamane mein jaa ke muh dho ke aa pehle nahane mein bata de itna tu kahe kaahe akadti hai main hoon sardi si jo ho jakadti hai teri baatein garam masala hai jis ko tadke mein daala hai tu dil bas tu chupke se nahi ab tu pitne waala hai
accha baaba maan gaye hum tujhsa naa hai zamane mein humri dhun pe naach le chamki dhoom machi deewaano mein tuhi le jaaye ga mujhe main bhi chalungi sang tere thaano mein hum chor hain pakke zubaano ke matt chodh yeh teer kamaano se – 4 meri chamki mast jawaani ka hai charcha sabhi dukano mein