chand mera naraz hai na baat kare na milta hai kaise usko samjhaun na samjhe rishta dil ka hai

hafton se kitne usne na baat ki mujhko pata bhi nahi kis baat ki narazgi

chaand mera naraaz hai na baat kare na milta hai kaise usko samjhaun na samjhe rishta dil ka hai

bheed hai itni duniya mein par koi na apna dikhta hai log hai pagal kya samjhe jo tera mera rishta hai tujhko bhi toh hai na mohabbat phir kyu doori rakhta hai

na shab mein na subah mein na shaam dhale woh milta hai kaise usko samjhaaun na samjhe rishta dil ka hai

rasme aisi duniya ki hain jinse dil yeh darrta hai dil bebas hai milna chaahe yeh rota hai tadapta hai

dil mar sakta hai toh tere bin par ab jee nahi sakta hai

tere bin beete jo pal har pal lagta mushkil sa hai mujhko baat pataa hai yeh main samjhun rishta dil ka hai

hafton se kitne usne na baat ki mujhko pataa bhi nahi kis baat ki naraazgi

chand mera naraz hai na baat kare na milta hai kaise usko samjhau na samjhe rishta dil ka hai