Jeans-hindi-1913
Lyricists:
Javed Akhtar
Singers:
Sonu Nigam
columbus columbus chhutti hai aai aao koi naya mulk dhundhe chal ke bhai – 2 chhutti chhutti chhutti koi lahar dil me utthi – 2 columbus
columbus columbus chhutti hai aai aao koi naya mulk dhundhe chal ke bhai – 2 chhutti chhutti chhutti koi lahar dil me utthi – 2 aisi jagah dil kahata hai chalo duniya ki koi burai jaha na ho fauji taiyari jag aur ladai bhukh aur bimari gadi rajniti in sabse dur kahi to hogi hansati gati hui jindgi columbus
mehnat hamne panch dino ki pai tab hai do din ki chhutti aao khushi se jhume hawao ki tarah ghume kaliyo ko ham chume lahro se khele bachapan me laut jaye pankh laga ke udana sikhe is ambar ki sair kare pardesi hai panchhi ban ke nagar nagar ki sair kare fir dariya ki our jaye unchi nichi mauj aaye aise jhule jhulaye aaye nind hame columbus columbus columbus chhutti hai aai aao koi naya mulk dhundhe chal ke bhai chhutti chhutti chhutti koi lahar dil me utthi – 2 columbus
dekho jo koi ladki pyari apni in aankho me tum uske sapne rakh lo sagar ki lahro ki sadi usko pahnao ambar ke taro ke bunde usko banawo usko bhi pyar he khud se kahte raho pyara ye khwab hai do din to dekh lo khwabo me hi do din raho columbus columbus columbus chhutti hai aai aao koi naya mulk dhundhe chal ke bhai chhutti chhutti chhutti koi lahar dil me utthi – 2 columbus