Dance ke legend

Dance ke legend

Hero 2015-hindi-1913

Singers

badshah hain dil ke aish farmaate hain gaadi ke bonet pe pite hain khate hain – 2

fitrat apni atpati upar se jeans bhi phati aur khol ke rakhte apni shirt ke button

o kudiya kya nachegi re dancing floor ke legend hum hai laage latko jhatko se hero ke bhi hero hum – 2

dance ke legend hain hum speaker bole dham dham dham

show me… what you got

ho tere pas mercedes mere pas hai cycle tu club ki shakira toh hum gali ke michael – 2

main cheez original tu chaalu note hai tere dance se zyada meri adaa hot hai – 2

glance tere fake hain sabhi banta hai kyun wannabe desi kya jaane international rhythm

o kudiyan kya nachengi re dancing floor ke legend hum hai laage latko jhatko se hero ke bhi hero hum – 2

main cheez original tu chalu note hai tere dance se zyada meri adaa hot hai – 2

heâ  samjho na humko duffer hai apna high caliber baaton se zyada apne moves mein hai dum

munde kya nachenge re dancing floor ke legend hum apne latko jhatko se speaker bole dham dham dham

o kudiyan kya naachengi re dancing floor ke legend hum hai laage latko jhatko se hero ke bhi hero hum

dance ke legend hain hum speaker bole dham dham dham