Woh Chandni Raatein-hindi-1999
ghar ko main nikla tanha akela saath mere kaun hai yaar hai mera jo bhi karna tha kar aa gaya main pyaar ko hi maanate chalte jaana dekha hai aise bhi kisi ko aise hi apne bhi dil mein basaaye huye kuchh iraade hain dil ke kisi kone mein bhi kuch aise hi vaade hain inko liye jab hum chalein nazaare bhi humse mile
dekha hai aise bhi kisi ko aise hi hasate hasaate yuun sub ko manaate hum jaayenge barso ki doori ko milake hum saath mitaayenge pyaar rahein unke liye jo dhoonde woh unko mile
thodi sa garaz hai thodi si samajh hai chaahaton ke daayare mein rukana faraz hai koi kehta hai ki ghar aa gaya hai aarzoo bhi arz hai badhate jaana dekha hai aise bhi kisi ko aise hi dil ke jharokon mein ab bhi mohabbat ke saaye hain reh jaaye jo baad mein bhi hamaare wafaayein hain inke liye ab tak chalein hazaaron mein hum bhi mile
dekha hai aise bhi kisi ko aise hi