Kalyug-hindi-1913
dhire dhire choree choree jab bhee andhera chhaye ek tanha sa chand nikalkar sab roshan kar jaye har taraf yaha madhoshiya phir bhee dil me manjar hain pyas kaa – 2
kabhee khushee hain kabhee koyee gam kabhee hasin hain aankhe kabhee num jiyo hus ke yaro ke jiyo jina padata hain har mausam bekhudee mastiya sab yaha hain le maja inka janam har taraf yaha madhoshiya phir bhee dil me manjar hain pyas kaa dhire dhire choree choree jab bhee andhera chhaye ek tanha sa chand nikalkar sab roshan kar jaye har taraf yaha madhoshiya phir bhee dil me manjar hain pyas kaa
kabhee laga kash kabhee laga dam dhunda le apna koyee hamdam kaun kehta hain tanha raho achha hota nahee tanhapan pyas hain jam hain sakiya hain le maja inka too janam har taraf yaha madhoshiya phir bhee dil me manjar hain pyas kaa dhire dhire choree choree jab bhee andhera chhaye ek tanha sa chand nikalkar sab roshan kar jaye har taraf yaha madhoshiya phir bhee dil me manjar hain pyas kaa