Dhuan uthha hai kahee

Dhuan uthha hai kahee

Leela-hindi-1913

Lyricists

Music Directors

dhuan uthha hai kahee aag jal rahee hogee – 2 asir roshanee bahar nikal rahee hogee dhuan uthha hai kahee aag jal rahee hogee

yeh charo aur se aate huwe kayin basti jab ek dusare ke jism aake chhute hain koi toh hath mila kar nikal hoga kisike mod pe manjil badal gaee hogee dhuan uthha hai kahee aag jal rahee hogee aseer roshanee bahar nikal rahee hogee

har ek roj naya aasman khulata hai khabar nahee hai ke kal din kaa rang kya hoga palak se panee gira hai toh usako girne do koi puranee tamanna pighal rahee hogee dhuan uthha hai kahee aag jal rahee hogee aseer roshanee bahar nikal rahee hogee