Aman Ki Asha-hindi-1913
dikhaayi dete hai dur tak abb bhi saaye koyi magar bulaane se waqt laute na aaye koyi chalo na phir se bichhaye dariya bajaaye dholak lagaake mehandi surile tappe sunaaye koyi patang udaaye udaaye udaaye udaaye udaaye… patang udaaye chhaton pe chadhake muhalle waale falak toh saanjha hai usame fenche ladaaye koyi utho utho kabaddi kabaddi khelenge sarhadon par jo aaye abb ke toh laukar phir na jaaye koyi najar mein rehate ho jab tum najar nahi aate yeh sur bulaate hain jab tum idhar nahi aate najar mein rehate ho jab tum najar nahi aate yeh sur bulaate hain -2 jab tum idhar nahi aate yeh sur bulaate hain jab tum idhar nahi aate