dil apni haddon se nikal kar teri hadd mein ja baitha hai ja baitha hai

dil apni hadon se nikal kar teri hadd mein ja baitha hai ja baitha hai

bas isi zid mein ulajhkar har haal tu tu mera hai tu mera hai

tu mujhko oh jine na de mein tujhko oh jine na doon ye ishq hai toh ishq hai aur kuchh bhi hone na doon

main mujhko oh khone na doon tu hi tu oo hone lagun ye ishq hai toh ishq hai aur kuchh bhi hone na doon

dil apni haddon se nikal kar teri hadd mein ja baitha hai ja baitha hai

dariya si beh na jaaun tera main kinaara chahun thaam le aa thaam le tu mujhko khud ko gawana chahun tujhmein samaana chahun bhar le na baahon mein mujhko

haan mauka bhi hai marzi bhi hai dono bhi hai mann tera bhi hai mera bhi hai pagalpan karein chal