dil ki parton pe chhale pade hain lafzon ke paeron mein taale pade hain

khushiyan toh jaise chhin si gayi hain ghum se hamare paale pade hain

ankhon se behti boondein beete woh kal ke nishan bhigi kyun palkein bata ye jo hua kyun hua

tere bina hai adhi adhoori si ye zindagi meri

har ik lamha khal rahi hai ab toh kami teri

dard ki shidatton ka alam aisa falak se aage ja chuki hai bebasi

dil ki parton pe chhale pade hain lafzon ke paeron mein taale pade hain

khushiyan toh jaise chhin si gayi hain ghum se hamare paale pade hain

ankhon se behti boondein beete woh kal ke nishan bhigi kyun palkein bata ye jo hua kyun hua

mujhko bhi ghum hai tujhko bhi ghum hai dono hi kyun hain judaa

kismat mein apni kya likha hai kuch bhi nahi hai bata

neendon ne toh ankhon se le li woh hasi chain bhi ab dil se mere gaya

dil ki parton pe chhale pade hain lafzon ke paeron mein taale pade hain

khushiyan toh jaise chhin si gayi hain ghum se hamare paale pade hain

ankhon se behti boondein beete woh kal ke nishan bhigi kyun palkein bata ye jo hua kyun hua

ye jo hua kyun hua