Love Exchange-hindi-2015
aa
jab todna hi tha sab ne dil kyun banaya rabb ne jab todna hi tha sab ne dil kyun banaya rabb ne
koi na mila jiska dil toota hi naa ho jag mein koi na mila jiska dil toota hi naa ho jag mein
dil toota hi naa ho jag mein
tujhse door raasta ho gaya toh safar hi sazaa ho gaya lamhon se kya shiqayat karein hum waqt hi khhafa ho gaya kisko batayein ab ise samjhayein dard dilon ke ab kisko dikhayein
samjhe na koi majbooriyan milne lagin hain jo dooriyan dil ne toh ye chaha nahi fir kisne di hai manjooriyan
samjhe na koi majbooriyan milne lagin hain jo dooriyan dil ne toh ye chaha nahi fir kisne di hai manjooriyan
jaaniya tu aayi to jiye tu gayi to gaye jaan se jaaniya barasne lahe aansu aankhon ke aasmaan se aankhon ke aasmaan se
rulana hi tha ‘gar khuda phir kyun mujhe hansaya tha chheen liya tune yahan jo bhi mera humsaaya tha
rulana hi tha ‘gar khuda phir kyun mujhe hansaya tha chheen liya tune yahan jo bhi mera humsaaya tha
jo bhi mera humsaaya tha
janiya phir milenge kabhi inn raahon pe kisi mod pe janiya dil jaane laga inn dhadkano ko ab chhod ke dhadkano ko ab chhod ke
jab todna hi tha sab ne dil kyun banaya rab ne koi na mila jiska dil toota hi naa ho jag mein koi na mila jiska dil toota hi naa ho jag mein dil toota hi naa ho jag mein
tujhse door raasta ho gaya toh safar hi sazaa ho gaya