Anwar-hindi-1913
dilbar mera dur huwa mere dil kaa chain woh lut gaya woh gham kaa saya chhod gaya iss gham ke siwa abb kuchh naa raha – 2 aasu hee the aasu bhi abb beh gaye dhadkan kahe ruk jau mai bas abb yahi
dhadkan kahe ruk jau mai bas abb yahi – 2 mera saya mujhse ruth gaya ek sapna tha woh tut gaya jo apna tha woh chhut gaya aisi kyun mili hai saja – 2 aasu hee the aasu bhi abb beh gaye dhadkan kahe ruk jau mai bas abb yahi
woh lamhe bikhare dur kahee mayusi hai iss dil me basi bas tanha hu koyi aas nahee ek dard bhara aalam hai yaha mai jinda hu par hosh nahee jab dilbar mera sath nahee bas chahat hai koyi josh nahee madhosh hu abb kayamat sahi
dilbar mera dur huwa mere dil kaa chain woh lut gaya woh gham kaa saya chhod gaya iss gham ke siwa abb kuchh naa raha – 2