Wardat-hindi-1981
Music Directors:
Bappi Lahiri
Singers:
Bappi Lahiri
maka sahi maka sahi ram pam go – 7
mera dil mujhse yahi kahta hai tumhe pahle bhi kahi dekha hai jaise koi bhula hua rista hai tabhi to maine tumhe roka hai jiwan pyar bina fika hai maine to dunia se yahi sikha hai kya
din ho ya raat ho tu pyar kiye ja jina hai to bindas jiye ja – 2 mera dil mujhse yahi kahta hai tumhe pahle bhi kahi dekha hai
mana hum ajnabi hai mile abhi abhi hai to kya hua dekho meri ankho me tumko dikhega apna hi chehra – 2 to phir
din ho ya raat ho tu pyar kiye ja jina hai to bindas jiye ja – 2 mera dil mujhse yahi kahta hai tumhe pahle bhi kahi dekha hai jaise koi bhula hua rista hai tabhi to maine tumhe roka hai
dunia jab se bani hai pyar wahi hai badle hai log pagal karke hi chhode badta hi jaye aisa hai rog – 2 to phir din ho ya raat ho tu pyar kiye ja jina hai to bindas jiye ja – 2 mera dil mujhse yahi kahta hai tumhe pahle bhi kahi dekha hai jaise koi bhula hua rista hai tabhi to maine tumhe roka hai
jiwan pyar bina fika hai maine to dunia se yahi sikha hai kya din ho ya raat ho tu pyar kiye ja jina hai to bindas jiye ja – 2 mera dil mujhse yahi kahta hai tumhe pahle bhi kahi dekha hai
maka sahi maka sahi ram pam go – 7