Masoom-hindi-1913
do naina aur ek kahanee thoda sa badal thoda sa panee aur yek kahanee
chhotee see do jilon me woh bahatee rahatee hai koi sune ya na sune kahatee rahatee hai kuchh likh ke aur kuchh jubanee
thodee sai hain janee hui thodee see nayee jaha ruke aansu wahee puree ho gayee hai toh nayee fir bhee hain puranee
yek khatm ho toh dusaree yad aa jatee hai hothhon pe fir bhulee hui bat aa jatee hai do naino kee hain yeh kahanee