Veer Zaara-hindi-1913
do pal ruka khwabo ka karva aur phir chal diye tum kaha ham kaha do pal ki thi ye dilo ki dasta aur phir chal diye tum kaha ham kaha – 2
tum the ke thi koyi ujli kiran tum the ya koyi kali muskayi thi tum the ya tha sapno ka tha sawan tum the ke khushiyo ki ghata chhayi thi tum the ke tha koyi phul khila tum the ya mila tha mujhe naya jaha do pal ruka khwabo ka karva aur phir chal diye tum kaha ham kaha do pal ki thi ye dilo ki dasta aur phir chal diye tum kaha ham kaha – 2
tum the aa khushbu hawao me thi tum the ya rang sari dishao me the tum the ya roshni raho me thi tum the ya geet gunje fizao me the tum the mile ya mili thi manzile tum the ke tha jadu bhara koyi sama do pal ruka khwabo ka karva aur phir chal diye tum kaha ham kaha do pal ki thi ye dilo ki dasta aur phir chal diye tum kaha ham kaha – 3