Singers:
Shaan
khaali hath hai mere aur hai chand lakire kisne likhi mujhe bata de takdeere…
door mai khud se hua door dhundhla sa raasta doori hai meelo ki sapno se
kyu aankhon me chal raha hai khawab sa katra katra bikhra palkon se
sannato me bhi shor hai cheekhata raha har ek pahar jeete jee mai yun marta raha khaamoshi se shamo seher
ho ho door mai khud se hua door dhundhla sa raasta doori hai meelo ki sapno se
kyu aankhon me chal raha hai khawab sa katra katra bikhra palkon se
door mai khud se hua door dhundhla sa raasta doori hai meelo ki sapno se
kyu aankhon me chal raha hai koi khawab sa katra katra bikhra palkon se
zinda hai jo mujhme meri chand ummide thaame hath tu mera le chal mujhko door
ruh kehti hai mujhse hone de takleefe aankhon see utare boond chal ke
chal gir ke bhi tu sambhal andhero se ab nikal jaana hai tujhko door tu chal ke…
hoo… tu chal de tu… tu chal de tu