Duniya me aisa kaha sab kaa nasib hai

Duniya me aisa kaha sab kaa nasib hai

Devar-hindi-1913

Lyricists:

 Anand Bakshi

Music Directors:

 Roshan

duniya me aisa kaha sab kaa nasib hai koyee koyee apne piya key karib hai

dur hee rehte hai unase kinare jinako naa koyee manjee par utare sath hain manjee toh kinara bhee karib hai

chahe buza de koyee dipak sare pareet bichhatee jaye rah me tare pareet diwanee kee kahanee bhee ajib hai

barakha kee rut ho ya din ho bahar key lagte hain sune sune bin tere pyar key too hain toh jindagee ko jindagee nasib hai