Kavi Kalidas-hindi-1913
dur dekh alakapuree jahan meree priya nar chhupee huyee sahamee thithakee see liye virah kaa bhar
aa tujhe meree do akhiya bar bar pukaratee virah me ro ro utare aansuo kee aaratee
tum base parades pritam pran bhee sang le gaye kya huwa aparadh jo badale me yeh duhkh de gaye sukh le gaye jag lage angar sa singar mai naa sanvaratee aa tujhe meree do akhiya bar bar pukaratee
milan kee ik aas par yeh din uge aur din dhale jee rahee hu iss tarah jyon tel bin batee jale kab tak jale rat din gin gin ke pal pal panth panth niharatee aa tujhe meree do akhiya bar bar pukaratee