Kinara-hindi-1913
–bhupinder– ek hi khwab kai baar dekha hai maine tune saari main uras lee hai chabiyan ghar ki
aur chali aayi hai bus yoon hi mera haath pakad kar ek hi khwab kai baar …
tiku ?
mej par phool sajate hue dekha hai kai baar aur bistar se kai baar jagaya hai tujhko chalte phirte mere kadmon ki vo aahat bhi suni hai
hun?
ek hi khwab kai baar …
kyon? chhithi hai ya kawita ?
–hema– abhi tak to kawita hai la l l la hmmmmm
–bhupinder– gungunati hui nikli hai naha kar jab bhi laughs aur? apne bheege hue baalon se tapakta paani mere chahre pe chhitak deti hai too tiku ki bachi ek hi khwab kai baar …
taash ke patton pe ladti hai kabhi kabhi khel main mujhse aur ladti bhi hai aise ki bus khel rahi hai mujhse aur aagosh ko nanhe ko liye
–hema– will you please shup up?
–both– la l l la … laughs
–bhupinder– aur jaanti ho tiku jab tumhara yeh khwab dekha tha apne bistar pe main us waqt pada jaag raha tha