Naya Nasha 1973-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
Singers:
Kishore Kumar
sunanewaalon ek maje ki baat suniye ek romantic picture dekhkar main ghar aa raha tha raaste mein r d burman ka ek gaana ga raha tha ke achaanak woh mil gayi ek ladaki le gayi dil de gayi woh dhoka woh deewaani ik na maani laakh maine roka haan ek ladaki le gayi dil de gayi woh dhoka woh deewaani ik na maani laakh maine roka
iss shehar ki har ek sadak par maine usako dhunda uss hasin ka jaldi mein maine naam bhi na puchha – 2 aise aayi aise gayi jaise hawaan ka jhonka woh deewaani ik na maani laakh maine roka ek ladaki le gayi dil de gayi woh dhoka woh deewaani ik na maani laakh maine roka
kar saka na main apani dil ki baat usase koyi isase pehale ki main sambhalata bheed mein woh khoyi – 2 abb na jaane phir kab milega yeh sunehari mauka woh deewaani ik na maani laakh maine roka ek ladaki le gayi dil de gayi woh dhoka woh deewaani ik na maani laakh maine roka
apane dil ke khone ka mujhako ghum na itana hota ghar pohanchake main raat saari baithake na rota – 2 saath dil ke haayle gayi woh note bhi ik sau ka woh deewaani ik na maani laakh maine roka ek ladaki le gayi dil de gayi woh dhoka woh deewaani ik na maani laakh maine roka